(Written 30 Apr 2026 at 3:05 am)
tum shaayad samjhe naheen ki prakriti ke niyamaanusaar
jaise phoolon ka khilna bahaarein laati hain
tumhaari taakti nazron ke khaamosh khayaal jab tumhaari jhapakti palkhon se toot jaate hain
tabhi meri angdaayiyaan aati hain
No comments:
Post a Comment